tophead Read our School Blog!
Tarana-e-Anjuman

Tarana-e-Anjuman
Anjuman, Anjuman
Anjuman. Anjuman. Anjuman. Anjuman,
Anjuman, Anjuman, Anjuman, Anjuman,
Bulbule Ham hai aur ye Hamara Chaman
Hamara Chaman
Bulbule Ham hai aur ye Hamara Chaman
Hamara Chaman
Anjuman, Anjuman. Anjuman Anjuman
Hind ki Aabru shan Islam ki
Shama jalti hai yan pyar ke naam ki
Shama jalti hai yan pyar ke naam ki
Hum ko hajat nahi koi Inam ki
Arzoo hai fakat ilm ke Jam ki
llm Jam ki
Bulbule Ham hai aur ye Hamara Chaman
Hamara Chaman
Anjuman, Anjuman, Anjuman, Anjuman,
Anjuman, Anjuman, Anjuman. Anjuman,
llm daulat hai. Azmat hai Insaan ki
llm Izzat hai. Hindu Musalman ki
llm Izzat hai, Hindu Musalman ki
llm rahat hai deen aur Iman ki
llm zeenet hai. har dil ki har jaan ki
Bulbule Ham hai aur ye Hamara Chaman
Hamara Chaman
Anjuman, Anjuman, Anjuman, Anjuman,
Anjuman, Anjuman, Anjuman, Anjuman
Anjuman, Anjuman.